o saki saki lyrics – Batla House Songs Lyrics – Lyricsguruji

O Saki Saki lyrics

Song: O Saki Saki
Singer: Neha Kakkar, Tulsi Kumar& B Praak
Lyrics: Tanishk Bagchi

More Songs ClickHere

Main teri aankhon ka saahil
Main tere dil ke hi kaabil
Tu musafir main teri manzil

Ishq ka dariya hai behta
Doob ja tujhse hai kehta
Haan meri baahon mein aake mil

Woh sharabi kya sharabi
Dil mein jiske gham na ho
Lut gaya samjho sharabi
Paas jiske hum naa ho

O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baaki
O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baaki

Tere jaisi mashooqa mujhe yar chahiye
Na paisa chahiye na hi qaraar chahiye

Yeh husn ka hai khumaar mera
Tujhpe hai chhaaya jo
Kurbaan huaa mujhpe jo
Khushnaseeb bada hai woh

Woh sharabi kya sharabi
Dil mein jiske gham na ho
Lut gaya samjho sharabi
Paas jiske hum naa ho

Saaki saaki saaki..

O saqi saqi re saki saki

Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baaki
O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koi khwaahish baaki

VIDEO HERE:-

O SAKI SAKI RE MP3 SONGS DOWNLOAD HERE